Kya Chahat h...
Kya Chahte ho Aap..? Dil ne Kaha Tera Saath..! Aapne kaha Hum to Umar bhar Aapke Saath..! Dil ne kaha tumhari Bahon m Rahene ko Jee Chahta h..? Tumhari Zulfon ke Shaye m Rahene ko Jee Chahta h..? Aapne kaha Itna naa Majboor kar Hamein Apni Chahat m..? Tere Bina Kahi Jee naa Lage..? Tere Sang hi Subha ki Roshni Dekhein..? Tere Sang hi Raat ki Chandni..! Yehi Aarzoo h Humari Sang Guzre Zindagi Saari..!