Tumhe Dekhna.
Tujhe Dekhna Ek Aadat Ho Gayi Hai..?
Na Jaane Kyon Mujhe Tumse Mohabbat Ho Gayi Hai..!
💕💞💕 💓💑💓 💕💞💕 💓💑💓 💝💘
"Tera wo Hasna KhilKhilana Meri Traf 'Dekhna' Phir Chip Jana..?
Mujhe Dekhkar Tera wo Itrana Aur Ghoom-ghOOm Kar GunGunana..?
Tera wo Hasna KhilKhilana Meri Ankhon m Bas Raha hai Neendo m Ghul Raha hai..!
Sote Jagte Bas Tu hi Tu
Tujhe Dekhna Aadat ho Gayi hai..?
Mujhe Tujhse Mohabbat ho Gayi hai..!
💕💞💕 💓💑💓 💕💞💕 💓💑💓 💝💘
Dosto Ko bhi Hasne ka mauka mil Jata hai..!
Kuch bhi Kaheta hOOn Zikr Tera Aata hai..!

Pahele Kitne Cehre Nazar Aate The..?
Magar Ab Sab Badla-Badla hai..?
Har Cehre m Aks Tera Nazar Aata hai..!
Dosto Ko bhi Hasne ka mauka mil Jata hai..!
Kuch bhi Kaheta hOOn Zikr Tera Aata hai..!

Comments
Post a Comment